مرے خلوص کی گہرائی سے نہیں ملتے
یہ جھوٹے لوگ ہیں سچائی سے نہیں ملتے
وہ سب سے ملتے ہوئے ہم سے ملنے آتا ھے
ہم اس طرح کسی ہرجائی سے نہیں ملتے
پُرانے زخم ہیں کافی، شمار کرنے کو
سو، اب کِسی بھی شناسائی سے نہیں ملتے
ہیں ساتھ ساتھ مگر فرق ہے مزاجوں کا
مرے قدم مری پرچھائی سے نہیں ملتے
محبتوں کا سبق دے رہے ہیں دُنیا کو
جو عید اپنے سگے بھائی سے نہیں ملتے
راحتؔ اندوری
marey khuloos ki geherai se nahi mlitay
yeh jhutay log hain sachaai se nahi mlitay
woh sab se mlitay hue hum se milnay aata he
hum is terhan kisi herjaai se nahi mlitay
purane zakham hain kaafi, shumaar karne ko
so, ab kisi bhi shanasaai se nahi mlitay
hain sath sath magar farq hai مزاجوں ka
marey qadam meri parchai se nahi mlitay
mohabbaton ka sabaq day rahay hain duniya ko
jo eid –apne sage bhai se nahi mlitay
راحتؔ اندوری
yeh jhutay log hain sachaai se nahi mlitay
woh sab se mlitay hue hum se milnay aata he
hum is terhan kisi herjaai se nahi mlitay
purane zakham hain kaafi, shumaar karne ko
so, ab kisi bhi shanasaai se nahi mlitay
hain sath sath magar farq hai مزاجوں ka
marey qadam meri parchai se nahi mlitay
mohabbaton ka sabaq day rahay hain duniya ko
jo eid –apne sage bhai se nahi mlitay
راحتؔ اندوری
Ahmed Faraz Poetry - Ahsaan Danish Poetry - Akhtar Abdul Razzaq Poetry- Ali Irtiza Poetry- Ali Zaryoun Poetry - Amaar Iqbal Poetry - Amin Chughtai Poetry - Amir Ameer Poetry- AMJAD ISLAM AMJAD1 Poetry - ATIBAF ABRAK Poetry- Azhar Adeeb Poetry- Azhar Nawaz Poetry- Faiz Ahmad Faiz Poetry- Ibn E Insha Poetry - Imam Bakhsh Nasih Poetry - Imdad Imam Asar Poetry- Khalil Al-Rehman Poetry - Aazmi Poetry - Khalil Ur Rehman Qammar Poetry - Majrooh Sultan Poori Poetry - Mirza Ghalib Poetry - Mohsin Naqvi Poetry - Qamar Poetry - Jalalwi Poetry - Qateel Shafai Poetry -.Rehman Faris Poetry - Tehzeeb Hafi Poetry .
0 Comments