Dono Jahan teri mohabbat mein haar ke

Recent,Dono Jahan teri mohabbat mein haar ke,Faiz Ahmed Faiz,


awwal awwal to zaroori hai mohabbat lekin
izzat e nafs ka nuqsaan bohat hota hai
dono Jahan teri mohabbat mein haar ke
woh ja raha hai koi shab_e gham guzaar ke
viran hai me kida khham o saghar udaas hain
tum kya gaye ke roth gaye din bahhar ke
ik fursat gunah mili woh bhi chaar din

dekhe hain hum ne hauslay parvar-digaar ke
duniya ne teri yaad se begana kar diya
tujh se bhi dil fraib hain gham rozgaar ke
bhoolay se muskura to diye thay woh aaj FAIZ
mat pooch walwalay dil e nakrd_h car ke
Faiz Ahmed Faiz
اول اول تو ضروری ہے محبت لیکن
عزت نفس کا نقصان بہت ہوتا ہے
دونوں جہان تیری محبت میں ہار کے
وہ جا رہا ہے کوئی شبِ غم گزار کے
ویراں ہے مے کدہ خم و ساغر اداس ہیں
تم کیا گئے کہ روٹھ گئے دن بہار کے
اک فرصت گناہ ملی وہ بھی چار دن
دیکھے ہیں ہم نے حوصلے پروردگار کے
دنیا نے تیری یاد سے بیگانہ کر دیا
تجھ سے بھی دل فریب ہیں غم روزگار کے
بھولے سے مسکرا تو دیے تھے وہ آج فیضؔ
مت پوچھ ولولے دلِ ناکردہ کار کے
فیض احمد فیض

Post a Comment

0 Comments