Ragon mein ishhq dekhata agar dikha sakta

 tu kahan itnay bakht wala tha

 meray hisay ka hans raha hai tu

Where were you such a devotee

You are laughing for my part

Rehman Faris poetry,Ragon mein ishhq dekhata agar dikha sakta, zakham bhar jayen magar daagh to reh jata hai, tu kahan itnay bakht wala tha,

ragon mein ishhq dekhata agar dikha sakta
mein kash aap ko dil cheer kar dikha sakta
koi to aaynh hota ke jo mujhe faris
shab_e_ siyah mein Noor sehar dikha sakta
Rehman faris

zakham bhar jayen magar daagh to reh jata hai
dooriyon se kabhi yaden to nahi mar sakteen
yeh bhi mumkin hai ke ik din woh pasheman ho kar
tairay paas aaye zamane se kinara kar le
Ahmed frazz

رگوں میں عشق دکھاتا اگر دکھا سکتا
مَیں کاش آپ کو دِل چیر کر دکھا سکتا
کوئی تو آئنہ ہوتا کہ جو مجھے فارس
شبِ سیاہ میں نُورِ سحر دکھا سکتا
رحمان فارس 

زخم بھر جائیں مگر داغ تو رہ جاتا ہے
دوریوں سے کبھی یادیں تو نہیں مر سکتیں
یہ بھی ممکن ہے کہ اک دن وہ پشیماں ہو کر
تیرے پاس آئے زمانے سے کنارہ کر لے
احمد فراز

Post a Comment

0 Comments