Rafaqaton main pashemaaniyan to hoti hain Ke doston se bhi nadaaniyan to hoti hain | Best Ghazals | Ahmad Faraz Poetry


Rafaqaton main pashemaaniyan to hoti hain Ke doston se bhi nadaaniyan to hoti hain,  Best Ghazals, Ahmad Faraz Poetry,


Rafaqaton main pashemaaniyan to hoti hain Ke doston se bhi nadaaniyan to hoti hain 

 Is se pehle ke bewafa ho jain Kiyun na ay dost hum juda ho jain 

 Silsile tod gaya wo sabhi jate jate Warna itne to marasim the ke aate jate 

Us ne sakoot e shab main bhi apna payam rakh diya Hijr ki raat baam par mah e tamaam rakh diya 

 Ab ke tajdeed e wafa ka nahi imkaan janaan Yaad ka tujh ko dilaain tera pemaan janaan 

 Her koi dil ki hatheli pe hai sehra rakhe Kis ko seraab kare wo kise peyasa rakhe 

 Is qadar musalsal thin shiddatain judai ki Aaj pehli baar us se main ne bewafai ki 

Muhasra Mere ghaneem ne mujh ko payaam bheja hai 

 Suna hai log usse aankh bhar ke dekhte hain So us ke shehr main kuch din thehr ke dekhte hain 

Mere Rasool ke nisbat tujhe ujaalon se Main tera zikr karon subah ke hawaalon se

رفاقتوں میں پاشیمانیان تو ہوتی ہیں كے دوستوں سے بھی ناداانیان تو ہوتی ہیں

اِس سے پہلے كے بے وفا ہو جائیں کیوں نا اے دوست ہم جدا ہو جائیں

سلسلے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے ورنہ اتنے تو مراسم تھے كے آتے جاتے

اس نے سکوت شب میں بھی اپنا پیام رکھ دیا ہجر کی رات بام پر ماہ تمام رکھ دیا

اب كے تجدید وفا کا نہیں امکان جاناں یاد کا تجھ کو دلااین تیرا پیمان جاناں

ہر کوئی دِل کی ہتھیلی پہ ہے صحرا رکھے کس کو سیراب کرے وہ کسی پیاسا رکھے

اِس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی آج پہلی بار اس سے میں نے بیوفائی کی

محاصرہ میرے گھانییم نے مجھ کو پیام بھیجا ہے

سنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر كے دیکھتے ہیں سو اس كے شہر میں کچھ دن ٹھہر كے دیکھتے ہیں

میرے رسول كے نسبت تجھے اجالوں سے میں تیرا ذکر کروں صبح كے حوالوں سے


Keywords:ahmad faraz poetry, ahmad faraz shayari, urdu poetry, urdu shayari, ahmed faraz poetry, ahmad faraz, ahmad faraz best poetry, ahmad faraz mushaira, sad urdu poetry, best urdu poetry, ahmed faraz, ahmad faraz ghazal, ahmad faraz urdu poetry, heart touching shayari, ahmad faraz best shayari, ahmad faraz sad poetry, ahmed faraz poetry status, poetry, ahmad faraz poetry in hindi, ahmad faraz poetry in urdu, ahmed faraz shayari, faraz ahmed faraz urdu poetry, ahmad faraz last ghazal, ahmad faraz shayari status, ahmad faraz poetry whatsapp status, ahmad faraz ki shayari, ahmad faraz poetry status, ahmad faraz interview,

Post a Comment

0 Comments