Har ik hazaar mein bas paanch saat hain hum log | Umair Najmi | Urdu Shairi



UMAIR NAJMI

ہر اک ہزار میں بس پانچ سات ہیں ہم لوگ

نصاب عشق پہ واجب زکوٰۃ ہیں ہم لوگ


دباؤ میں بھی جماعت کبھی نہیں بدلی

شروع دن سے محبت کے ساتھ ہیں ہم لوگ

جو سیکھنی ہو زبان سکوت بسم اللہ

خموشیوں کی مکمل لغات ہیں ہم لوگ


کہانیوں کے وہ کردار جو لکھے نہ گئے

خبر سے حذف شدہ واقعات ہیں ہم لوگ


یہ انتظار ہمیں دیکھ کر بنایا گیا

ظہور ہجر سے پہلے کی بات ہیں ہم لوگ

کسی کو راستہ دے دیں کسی کو پانی نہ دیں

کہیں پہ نیل کہیں پر فرات ہیں ہم لوگ


ہمیں جلا کے کوئی شب گزار سکتا ہے

سڑک پہ بکھرے ہوئے کاغذات ہیں ہم لوگ

Umair Najmi,Har ik hazaar mein bas paanch saat hain hum log,nisaab ishhq pay wajib zkoh hain hum log,Recent,love poetry,ishqia poetry,urdu shairi,


umair najmi

har ik hazaar mein bas paanch saat hain hum log

nisaab ishhq pay wajib zkoh hain hum log


dabao mein bhi jamaat kabhi nahi badli

shuru din se mohabbat ke sath hain hum log


jo sekhne ho zabaan sukut bsm Allah

hamoshion ki mukammal lughaat hain hum log


kahaaniyon ke woh kirdaar jo likhay nah gaye

khabar se hazf shuda waqeat hain hum log


yeh intzaar hamein dekh kar banaya gaya

zahuur hijar se pehlay ki baat hain hum log


kisi ko rasta day den kisi ko pani nah den

kahin pay neel kahin par furaat hain hum log


hamein jala ke koi shab guzaar sakta hai

sarrak pay bikhare hue kaghzat hain hum log

Post a Comment

1 Comments

  1. Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Bahaaron Phool Barsaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Hawaaon Raagini Gaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Laga In Gore Haathon Mein
    Utar Aa Ae Ghata Kaajal
    Laga In Pyaari Aankhon Mein
    Sitaaron Maang Bhar Jaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Bahaaron Phool Barsaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Nazaaron Har Taraf Ab

    Taan Do Ek Noor Ki Chaadar
    Bada Sharmila Dilbar Hai
    Chala Jaaye Na Sharmaakar
    Zara Tum Dil Ko Behlaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Bahaaron Phool Barsaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai

    Sajaayi Hai Jawaan Kaliyon

    Ne Ab Yeh Sej Ulfat Ki
    Inhe Maaloom Tha Aayegi
    Ek Din Ruth Mohabbat Ki
    Fizaaon Rang Bikhraao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Hawaaon Raagini Gaao
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai

    ReplyDelete