Zarooryat-e-jahaan ham se poochne wale Tujhe ye kaise bataaen keh tu zaroori hai
Tu bhi sada hai kabhi chaal badalta hi nahi
Us kay Aik ishare Par Main Mout Se Bhi Lar Jata Tha Wo Kehta Tha Yeh karna hay! Aur Main Wo Kar Jata Tha
Chand taray hi kia dekhtay reh gy un ko arz o sama dekhtay reh gay
 idher udhar kahin koi nishaa to hoga hi
TAhaef atay hain phoolon ke be hisaab ussay
kahani khatam hogi? ya tamasha honay wala hai ?| Rehman Faris